Saturday, November 21, 2009

HAI JUNOON

Yaaro Jee bhar ke jee le pal
Lagta hai aaj kal Daur apna aayega

Yaaro Jo khud pe ho yakeen
Jo zindagi Haseen
Tujhe kal bulayega

Yaaro Jee bhar ke jee le pal
Lagta hai aaj kal Daur apna aayega

Yaaro Jo khud pe ho yakeen
Jo zindagi Haseen
Tujhe kal bulayega

Hai Junoon
Hai Junoon sa Jeene mein

Hai Junoon
Hai Junoon sa Seene mein

Hai Junoon
Hai Junoon sa Jeene mein

Hai Junoon
Hai Junoon sa Seene mein

Na Nan Nan Na Na
Na Nan Nan Na Na

Kahin jaise koi dhun baje
Raahon mein dekho hai manzil saje saare
Humi Hum Jahan mein
Har jagah
Sapne Sajane ki Humko mili vajeh
Kahin jaise koi dhun baje
Raahon mein dekho hai manzil saje saare
Humi Hum Jahan mein
Har jagah
Sapne Sajane ki Humko mili vajeh

Yeh agar sach nahi
To sach Bhala hai kya

Yaaron !!

Apne hisab se Dil ki kitab pe kuch to naya likho

Yaaron Anjano ki fikar
Na karti yeh umar
Phir bhala kyun daro

Hai Junoon
Hai Junoon sa Jeene mein

Hai Junoon
Hai Junoon sa Seene mein

Hai Junoon
Hai Junoon sa Jeene mein

Hai Junoon
Hai Junoon sa Seene mein

Hai Junoon Hai Junoon

Kabhi jo milenge raste
Pal mein hi chamke gi hasi purani
To Kaho Kya kahoge Humein
Kaise chupaoge nami yeh palko ki

Kabhi jo milenge raste
Pal mein hi chamke gi hasi purani
To Kaho Kya kahoge Humein
Kaise chupaoge nami yeh palko ki

Yeh bata hai kya hua
Hua hai kyon Bataa

Yaroon !!

Yaaro Jee bhar ke jee le pal
Lagta hai aaj kal Daur apna aayega

Yaaro Jo khud pe ho yakeen
Jo zindagi Haseen
Tujhe kal bulayega

Hai Junoon
Hai Junoon sa Jeene mein

Hai Junoon
Hai Junoon sa Seene mein

Hai Junoon
Hai Junoon sa Jeene mein

Hai Junoon
Hai Junoon sa Seene mein

Hai Junoon

No comments:

Post a Comment