Title song
Lyrics of Singham:
Mann bhanwar uthe, tann sihar utheJab khabar uthe ke aawe, Singham
Na agan jale na magan jaleBas kehar chale jab aawe, Singham
Buron ko khench ke khench ke dhool dabeech ke lehpath padh jaayeBhalon ko kheench ke kheench ke baanhon mein bheech ke jappi mil jaayeNa kisi se yeh kam, bada iss mein hai dumNar Singh hai yeh Singham
Mann bhanwar uthe, tann sihar utheJab khabar uthe ke aawe, Singham
Na agan jale na magan jaleBas kehar chale jab aawe, Singham
Dil toh saccha hai, iss dil mein rakh loonSapna accha hai palkon se dhaklo
Dil-vil se toh hai yeh ik baccha, sharaarat karta hi phireAgar kabhi samjhe iss ko koi kaccha, ghusa hi mileTaaza hai hawa ka yeh jhoka, yahan wahan behta hi phire
Agar kabhi isska raasta roka, toofan sar chade
Buron ko khench ke khench ke dhool dabeech ke lehpath padh jaayeBhalon ko kheench ke kheench ke baanhon mein bheech ke jappi mil jaayeNa kisi se yeh kam, bada iss mein hai dumNar Singh hai yeh SinghamMann bhanwar uthe, tann sihar utheJab khabar uthe ke aawe, Singham
Yeh na satka hai, raste se kathorTagda jhatka hai, dum hai toh chakh lo
Atrangi hai josh mein chaltaBahoon mein bijli si chaleBisre sholay sholay dushman toh raakh mein jaa mileyJaise koi sher sehra mein chaltaSaara jag raundta chaleYaaron bus ladhne ka isse chaska, parbat se bhide