Showing posts with label Murder 2. Show all posts
Showing posts with label Murder 2. Show all posts

Tuesday, July 12, 2011

Tujhko Bhulaana

Song Details:-

Song Name: Tujhko Bhulaana

Film/Album: Murder 2

Singer(s): Sangeet Haldipur, Roshni Baptist

Music Director: Sangeet Haldipur, Siddharth Haldipur

Lyricist: Sayeed Qadri


Lyrics of Tujhko Bhulaana:
Tujhko bhulaanaAasu na laanaAb aa gaya(go away, stay away, you are not the one for mego away, stay away, this is our realty)
Tujhko bhulaanaAasu na laanaAur muskuraanaAb aa gaya, ab aa gaya
Yaadon se teri, daaman chhudaanaDil na dukhaana, ab aa gaya, ab aa gaya
Sunn bewafa yeh, taiy kar liyaReh lenge hum tere bin
Hey ab dard bhi kya hai, humko bhalaRaat aa gayi hai, tere mere darmiyaan ka jo hai faaslaYaadon se teri, daaman chhudaanaDil na dukhaana, ab aa gaya
Dil ke makaan se tu jaa chukaIss mein nahin tu ab raha
Meri dua mein, tu ab kahanTu ajnabi hai, tune inn mein rehne ka hai haqq kho diya
Tujhko bhulaanaAasu na laana na laanaAur muskuraanaAb aa gaya
Hey yaadon se teri, daaman chhudaanaDil na dukhaana, ab aa gaya, ab aa gaya, ab aa gaya

Phir Mohabbat

Song Details:-

Song Name: Phir Mohabbat

Film/Album: Murder 2

Singer(s): Mohd Irfan, Arijit, Saim

Music Director: Mithoon

Lyricist: Sayeed Qadri


Lyrics of Phir Mohabbat:
Jab jab tere paas main aaya, ik sukoon milaJise main tha bhoolta aaya, woh wajood milaJab aaye mausam gham ke, tujhe yaad kiyaJab sehme tanha pann se, tujhe yaad kiyaDil, sambhal ja zaraPhir mohabbat karne chala hai tuDil, yenhi ruk ja zaraPhir mohabbat karne chala hai tu
Aisa kyun kar hua, jaanu na main jaanu naDil, sambhal ja zaraPhir mohabbat karne chala hai tuDil, yenhi ruk ja zaraPhir mohabbat karne chala hai tu
Jis raah pe, hai ghar teraAksar wahan se haan main hoon guzraShayad yakeen, dil mein rahaTu mujkho mil jaaye kya pataaKya hai yeh silsila, jaanu na main jaanu naDil, sambhal ja zaraPhir mohabbat karne chala hai tuDil, yenhi ruk ja zaraPhir mohabbat karne chala hai tu
Kucch bhi nahin, jab darmiyaanPhir kyun hai dil tere hi khwaab buntaChaaha ki de, tujhko bhulaaPar yeh bhi mumkin ho na saka
Kya hai yeh maamla, jaanu na main jaanu naDil, sambhal ja zaraPhir mohabbat karne chala hai tuDil, yenhi ruk ja zaraPhir mohabbat karne chala hai tuDil, sambhal ja zaraPhir mohabbat karne chala hai tu

Aye Khuda

Song Details:-

Song Name: Aye Khuda

Film/Album: Murder 2

Singer(s): Kshitij Tarey, Saim, Mithoon

Music Director: Mithoon

Lyricist: Mithoon


Lyrics of Aye Khuda:
Kaisi khala yeh dil mein basi haiAb toh khataayein fitrat hi si haiMain hi hoon woh jo rehmat se giraAye khuda, gir gaya, gir gayaMain jo tujhse door huaLutt gaya, lutt gayaAye khuda, gir gaya, gir gayaMain jo tujhse door huaLutt gaya, lutt gaya
Kaisi khala yeh dil mein basi haiAb toh khataayein firat hi si haiMain hi hoon woh jo rehmat se giraAye khuda, gir gaya, gir gayaMain jo tujhse door huaLutt gaya, lutt gayaAye khuda, aye khuda ..
Itni khataayein tu le kar chala haiDaulat hi jaise tera ab khudaHar pal bitaaye tu jaise hawa haiGunah ke saaye mein chalta rahaSamandar sa beh kar tu chalta hi gayaTeri marzi poori ki, tune haan har dafaaTu hi tera mujrim bandeyaAye khuda, gir gaya, gir gayaMain jo tujhse door huaLutt gaya, lutt gaya
Kyun judta iss jahaan se tuIk din yeh guzar hi jaayegaKitna bhi samayet le yahaanMutthi se fisal hi jaayega
Har shaksh hai dhool se banaAur phir uss mein hi ja milaYeh haqeeqat hai tu jaan leKyun sacch se munh hai pherta
Chaahe jo bhi hasrat poori kar leRukeygi na fitrat yeh samajh leMitt jaayegi teri hassti
Barh na paayega yeh dil bandeyaAye khuda, gir gaya, gir gayaMain jo tujhse door huaLutt gaya, lutt gaya
Gar tu soche tu hai giraMere haath ko thaam uth zaraTere dil ke dar pe hoon khadaMujhko apna le tu zara
Tu kahe tu hai saaye se girahTeri raahon ka main noor hoonTere gunah ko khud pe le liyaMeri nazaron mein bekasoor tu
Aisa koi manzar tu dikhla deMujhe koi shaksh se milwa deAise koi dil se tu sunwa deKe zakhm koi usse na milaaAye khuda, gir gaya, gir gayaMain jo tujhse door huaLutt gaya, lutt gaya

Aa Zara

Song Details:-
Song Name: Aa Zara
Film/Album: Murder 2
Singer(s): Sunidhi Chauhan
Music Director: Sangeet Haldipur, Siddharth Haldipur
Lyricist: Kumaar

Lyrics of Aa Zara:
Yeh raat ruk jaaye, baat tham jaaye, teri baahon meinKhwaishein jagi hain pyaasi pyaasi labhon peKhud ko jala doon, teri aanhon meinAagosh mein aaj mere samaa jaJaane kya hona hai kalAa zara kareeb se, jo pal mile naseeb seAa ja zara kareeb se, jo pal mile naseeb se, jee le
Yeh jahaan saara bhool karJismo ke saaye tale dheeme dheeme saansein chale raat bharPal do pal hum hai humsafarThay abhi dono yahaan honge subah jaane kahan kya khabarAa ja zara khud ko mujh mein milaa jaJaane kya hona hai kalAa zara kareeb se, jo pal mile naseeb seAa ja zara kareeb se, jo pal mile naseeb se, jee le
Khwaab hoon main toh makhmaliPalkon mein leja mujhe maine diya mauka tujhe ajnabiHosh mein aaye na abhiIk dooje mein hi kahin khoyi rahe teri meri zindagiKhamoshiyan dhadkano ki sunaa jaJaane kya hona hai kalAa zara kareeb se, jo pal mile naseeb se, aa jaJo pal mile naseeb se, jee leRaat ruk jaaye, teri baahon meinAagosh mein aaj mere samaa jaJaane kya hona hai kalAa zara kareeb se, jo pal mile naseeb seAa zara kareeb se, jo pal mile naseeb se, jee le

Haal-e-Dil

Song Details:-

Song Name: Haal-e-Dil / Hale Dil

Film/Album: Murder 2

Singer(s): Harshit Saxena

Music Director: Harshit Saxena

Lyricist: Sayeed Qadri


Lyrics of Hale Dil:
Hey kaash, kaash yun hotaHar shaam saath tu hotaChup chaap dil na yun rotaaHar shaam saath tu hota
Guzaara ho tere bin guzaara ab mushkil hai lagtaNazaara ho tera hi nazaara ab har din hai lagta
Hale dil tujhko sunaataDil agar yeh bol paataBakhuda tujhko hai chaahta jaan
Tere sang jo pal bitaataWaqt se main woh maang laataYaad karke muskuraata haanWoo oo ..
Tu meri raah ka sitaaraTere bina hoon main awaaraJab bhi tanhai ne sataayaTujhko besaakhta pukaara
Aa chaahat hai meri la fanaaPar meri jaan dil mein hoon rakhta haan
Hale dil tujhko sunaataDil agar yeh bol paataBakhuda tujhko hai chaahta jaan
Tere sang jo pal bitaataWaqt se main woh maang laataYaad karke muskuraata haanWoo oo ..
You're the one to meI love whats meant to beI know you feel it too, if I look at you
Khwaabon ka kab tak loon saharaAb toh tu aa bhi ja khudaraMeri yeh dono paagal aankheinHar pal maange tera nazaaraAa samjaun inko kis tarahInpe mera bas nahin chalta haan
Haal-e-dil tujhko sunaataDil agar yeh bol paataBakhuda tujhko hai chaahta jaan
Tere sang jo pal bitaataWaqt se main woh maang laataYaad karke muskuraata haanWoo oo ..