Aye Khuda
Song Details:-
Song Name: Aye Khuda
Film/Album: Murder 2
Singer(s): Kshitij Tarey, Saim, Mithoon
Music Director: Mithoon
Lyricist: Mithoon
Lyrics of Aye Khuda:
Kaisi khala yeh dil mein basi haiAb toh khataayein fitrat hi si haiMain hi hoon woh jo rehmat se giraAye khuda, gir gaya, gir gayaMain jo tujhse door huaLutt gaya, lutt gayaAye khuda, gir gaya, gir gayaMain jo tujhse door huaLutt gaya, lutt gaya
Kaisi khala yeh dil mein basi haiAb toh khataayein firat hi si haiMain hi hoon woh jo rehmat se giraAye khuda, gir gaya, gir gayaMain jo tujhse door huaLutt gaya, lutt gayaAye khuda, aye khuda ..
Itni khataayein tu le kar chala haiDaulat hi jaise tera ab khudaHar pal bitaaye tu jaise hawa haiGunah ke saaye mein chalta rahaSamandar sa beh kar tu chalta hi gayaTeri marzi poori ki, tune haan har dafaaTu hi tera mujrim bandeyaAye khuda, gir gaya, gir gayaMain jo tujhse door huaLutt gaya, lutt gaya
Kyun judta iss jahaan se tuIk din yeh guzar hi jaayegaKitna bhi samayet le yahaanMutthi se fisal hi jaayega
Har shaksh hai dhool se banaAur phir uss mein hi ja milaYeh haqeeqat hai tu jaan leKyun sacch se munh hai pherta
Chaahe jo bhi hasrat poori kar leRukeygi na fitrat yeh samajh leMitt jaayegi teri hassti
Barh na paayega yeh dil bandeyaAye khuda, gir gaya, gir gayaMain jo tujhse door huaLutt gaya, lutt gaya
Gar tu soche tu hai giraMere haath ko thaam uth zaraTere dil ke dar pe hoon khadaMujhko apna le tu zara
Tu kahe tu hai saaye se girahTeri raahon ka main noor hoonTere gunah ko khud pe le liyaMeri nazaron mein bekasoor tu
Aisa koi manzar tu dikhla deMujhe koi shaksh se milwa deAise koi dil se tu sunwa deKe zakhm koi usse na milaaAye khuda, gir gaya, gir gayaMain jo tujhse door huaLutt gaya, lutt gaya
No comments:
Post a Comment